Santa Banta ne Hindi ka home work nahi kiya tha. Hindi teacher ne unko ped par ulta latakne ki saza di.
Thodi der latakne ke baad Santa neeche gir gaya.
Hindi Teacher: Thak gaye kya?
Funny Santa: Nahi pakk gaya.
Ek ladke ne jockey ka underwear kharida. 2 din bad woh gaon chala gaya.
Waha usne apni dhoti upar karke sabko dikhaya.
Baad mein ghar pahuncha toh pata chala ki underwear toh chair par para tha!!